सोमवार, 9 नवंबर 2015

Shayari In Hindi

सूरज की पहली किरण ख़ुशी दे आपको; दूसरी किरण प्यारी सी हंसी दे आपको; तीसरी किरण अच्छा स्वास्थ और तरक्की दे आपको; अब और बस, नहीं तो गर्मी लगेगी आपको। सुप्रभात मित्रोँ  ! ! !\

शादी का फ़ंक्शन चल रहा था, रमन अपनी पत्नी के साथ वहाँ पहुँचा, थोड़ी देर बाद पत्नी ने देखा कि वो किसी महिला से हंस हंस कर बात कर रहा है! पत्नी ने पास आ कर आयोडैक्स की डब्बी दिखाते हुए कहा : यह मैं घर पहुँच कर तुम्हारी चोट पर लगा दूँगी, रमन : पर मुझे चोट कहा लगी है? पत्नी : अभी हम घर भी कहा पहुँचे है  ! ! !

Kisi ko dil se chahna bura to nahi,
Kisi ko dil me basana bura to nahi,
Gunah hoga zamane ki nazar me to kya hua,
Zamane wale bhi insaan hai khuda to nahi  ! ! !
Kya bharosa hai zindagi ka
Insaan bulbula hai paani ka
Jee rahe hain kapde badal badal kar
Ek din ek kapde mein le jaayenge kandhe badal kar ! ! !
Girna bhi achcha hai
Aukaat ka pataa chalta hai
Badhte hain jab hath uthane ko
Apno ka pataa chalta hai!
Jinhein gussa aata hai
Woh log sachche hote hain
Maine jhoothon ko aksar
Muskuraate huye dekha hai
Seekh raha hoon main
Ab bhi insanon ko padhne ka hunar
Suna hai chehre par
Kitaabon se zyada likha hota hai  ! ! !
 
Soch ko badlo, sitare badal jayenge,
Nazar ko badlo, nazare badal jayenge,
Kashtiyan badalne ki zarurat nahi,
Dishaon ko badlo, kinare badal jayenge  ! ! !
छोटी सी जिंदगी हर बात में खुश रहो, जो चेहरा पास न हो,उस की आवाज में खुश रहो, कोई रूठा हो तुम से,उस के इस अंदाज से खुश रहो, जो लौट कर नहीं आने वाले,उन लम्हों की याद में खुश रहो, कल किसने देखा है,अपने आज में खुश रहो, खुशियों का इंतजार किस लिये,दूसरों की मस्कान में खुश रहो, क्यों तड़पते हो हर पल किसी के साथ,कभी तो अपने आप में खुश रहो, छोटी सी जिंदगी हर बात में खुश रहो  ! ! !
Hindustan bhi mila, Pakistan bhi mila,
Kattar Hindu bhi mila, kattar Musalman bhi mila,
Gham man mein bas ek yehi hai doston,
Is jahan mein ek kattar insaan na mila.
Khoon, dange, laathi, goli har jagah mile,
Par kahin man ki shanti ka paigham na mila,
Eham ka nasha, phir veham ka nasha
Par satya mein dubo de aisa jaam na mila.
Raam aur Raheem to kai jagah mile
Par sabko saadhta ek bhagwan na mila
Khuda bhi ro raha hai bat bat ke dekh lo
Use insaan se jahan mein sahi maan na mila.
Mazhab ke naam to pal bhar mein rakh diye,
Kyon insaan ke dharm ka koi naam na mila,
Gham bas man mein ek yehi hai doston,
Is jahan mein ek kattar insaan na mila,
Is jahan mein ek kattar insaan na mila ! ! ! ! 
खुशियों की आरजू में मुक़द्दर सो गए, आंधी ऐसी चली कि अपने भी खो गए,
दर्द इतना हुआ कि बयां भी न कर सके, आँखें तो सुख गयी और सपने रो गए  ! ! ! 
Shaam suraj ko dhalna sikhaati hai.
Shama parwaane ko jalna sikhaati hai
Girne waale ko takleef to hoti hai magar
Thokar hi insaan ko chalna sikhaati hai  ! ! !
Jab lage paisa kamaane to samajh aaya
Shauk to maa-baap ke paison se poore hote the,
Apne paison se to sirf zarooratein poori hoti hain.
Ek ghadi khareed kar haath mein kya baandh li
Waqt peechhe hi pad gaya mere..!!
Socha tha ghar bana kar baithoonga sukoon se
Par ghar ki zarooraton ne musaafir hi bana dala.
Sukoon ki baat mat kar aye Ghalib
Bachpan waala “itvaar” ab nahi aata  ! ! ! !
खुशनुमा रही, तो तितली के पंखों सी लगी गुस्से में मेरी बीवी बिच्छू के डंकों सी लगी सबकी खुशहाली के लिए इबादत में रही तो घर की तुलसी या मंदिर के शंखों सी लगी फबती है उस पर बिंदी, बाली, लाली सभी करवाचौथ पर एकदम मयूर पंखों सी लगी एक जैसी नहीं रही प्रीत की रीत निभाने में कभी वह राजा सी तो कभी रंकों सी लगी ईश्वर की दी हुई मार्कशीट जब देखी ‘शर्मा’ मेरी बीवी मुझे सौ में से सौ अंकों सी लगी  ! ! ! !

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें