सोमवार, 9 नवंबर 2015

whatsapp Shayari

Tere wadon pe kahan tak mera dil fareb khaye..
Koi aisa kar bahana meri aas toot jaye   ! ! !
छोटी सी जिंदगी हर बात में खुश रहो, जो चेहरा पास न हो,उस की आवाज में खुश रहो, कोई रूठा हो तुम से,उस के इस अंदाज से खुश रहो, जो लौट कर नहीं आने वाले,उन लम्हों की याद में खुश रहो, कल किसने देखा है,अपने आज में खुश रहो, खुशियों का इंतजार किस लिये,दूसरों की मस्कान में खुश रहो, क्यों तड़पते हो हर पल किसी के साथ,कभी तो अपने आप में खुश रहो, छोटी सी जिंदगी हर बात में खुश रहो  ! ! !


Meri sadiyan bigaad di tumne..
Apne lamhe sanwarne ki khatir  ! ! ! 
Zindagi Hans Ke Basar Karna,
Nafrato Ke Raste Par Na Safar Karna,
Wafa Na Ho To Mohabbat Adhoori Hai,
Mohabbat Ke Safar Me Wafa Ki Fikar Karna,
Mohabbat Har Kisi Ka Muqaddar Nahi Hoti,
Mile Jo Mohabbat To Iski Kadar Karna  ! ! !

Kuchh sitaron ki chamak nahi jaati,
Kuchh yadon ki khanak nahi jaati,
Kuchh logon se hota hai aisa rishta,
Ke door reh ke bhi un ki mehak nahi jaati  ! ! !
Ajeeb Bhi Tu Hai Nasib Bhi Tu Hai,
Duniya Ki Bhid Mai Karib Bhi Tu Hai,
Teri Duao Se Hi Chalti Hai Zindagi,
Kyuki Rabb Bhi Tu Hai Taqdir Bhi Tu Hai  ! ! !
खुशियों की आरजू में मुक़द्दर सो गए,
आंधी ऐसी चली कि अपने भी खो गए,
दर्द इतना हुआ कि बयां भी न कर सके,
आँखें तो सुख गयी और सपने रो गए  ! ! !
Chehre ki hasi se har gam chupao,
Bahut kuchh bolo par kuchh na batao.
Khud na rutho kabhi par sabko manao,
Ye raz hai zindagi ka, bas jeete chale jao  ! ! !
जो मित्र आपके सामने चिकनी-चुपड़ी बातें करता हो और पीठ पीछे आपके कार्य को बिगाड़ देता हो,
उसे त्याग देने में ही भलाई है। चाणक्य कहते हैं कि वह उस बर्तन के समान है,
जिसके ऊपर के हिस्से में दूध लगा है परंतु अंदर विष भरा हुआ होता है  ! ! ! !
Ek din sagar ne nadi se pucha,
Kab tak milti rahogi mujh khare jal se?
Nadi ne hans kar kaha,
Jab tak tujh me mithas na aa jaye tab tak  ! ! !
Wohi Ranjishein,
Wohi Hasratein,
Na Hi Dard-E-Dil Mai Kami Hui…
Hai Ajeeb Si Meri Zindagi,
Na Guzar Saki Na Khatam Hui  ! ! !
Tamana hai meri ki aapki aarzu ban jaun,
Aapki aankh ka tara na sahi aapki aankh ka aansu ban jaun,
Mai aap ki zindagi ki kushi banu ya na ban sakun,
Aapke gum mai aapka sahara ban jau  ! ! !
Sajj Sakti Hai Mehfil-e-Zindagi,
Abhi Kuch Lamhe BaQi Hain,
Agar Chaho,
Agar Samjho,
Meri Mano,
To Loat Aao  ! ! !

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें